Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Namaz ke liye daud - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Namaz ke liye daud kar mat aao bulki sukun aur waqar se chalo Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum log takbeer ki aawaz sun lo to namaz ke liye chalo, sukun aur waqar ko pakdey rakho , aur daud ke mat aao phir namaz ka jo hissa miley usey pad lo aur jo na mil sako usey baad mein pura kar lo Sahih Bukhari, Vol 1, 636 -------------------------------------- Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said when you hear the Iqama, proceed to offer the prayer with calmness and solemnity and do not make haste. And pray whatever you are able to pray and complete whatever you have missed. Sahih Bukhari, Vol1, Book 11, Hadith 609
Posted on: Wed, 10 Jul 2013 12:51:26 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015