EK Marwadi ne ek yogi Mahraj ko pranam kiya, Yogi ne aashirwad - TopicsExpress



          

EK Marwadi ne ek yogi Mahraj ko pranam kiya, Yogi ne aashirwad diya aur kaha Jao baccha tumhe swarg milega, Kuch dakshina dete Jao, Marwadi ne kaha, main yeh mumbai tumhe dakshina main deta hun. Yogi ne kaha, ye mumbai kya tumhare baap ki hai.... Marwadi ne kaha, to kya swarg tumhare baap ka hai, Pagalo wali, Baat karta hai Hum Duniya ko topi pehna rahe hai or tu Marwadi ko topi pehna raha hai.
Posted on: Tue, 24 Sep 2013 12:41:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015