Kisi mahapurush ne kaha hai.. Ladkiyon ki aadhi zindagi husband - TopicsExpress



          

Kisi mahapurush ne kaha hai.. Ladkiyon ki aadhi zindagi husband ki Talash me.. Aur baki aadhi.. Husband ki Talaashi mein guzar jati hai.. Aaj ka SUVICHAR .... 󾔲 BADAAM khaane se utni Akkal nahi aati ... Jitni shadi ke bad Aati hai... 󾌲 Do baatein: 1. Do baatein hamesha yaad rakhna:Har insaan itna bura nahi hota jitna pan-card aur aadhar card mein dikhta hai. Aur itna achchha bhi nahi hota jitna facebook aur whats app per dikhta hai. 2. Do baatein hamesha yaad rakhna. Har aadmi itna bura nahi hota jitna uski biwi usko samazti hai... Aur itna achcha bhi nahi hota jitna uski maa usko samazti hai..
Posted on: Fri, 01 Nov 2013 04:45:28 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015