Q1::kon khata hai ka mard ghatya hain? Ans::nhi ma nhi manti ais - TopicsExpress



          

Q1::kon khata hai ka mard ghatya hain? Ans::nhi ma nhi manti ais bat ko Q ka ak mard bora ho to sb ko hum bora nhi kha saktay. Q2::ais tarha kon khata hai ka orat ghatya hain fahashi phalati hain? Ans::nhi ma nhi manti Q ka agar ak orat galat hai to sb ak jasey nhi. our jin jin bhai our bahno ka damag ma ya batay hain wo apnay damag ko darost kar laya Q ka agar koye orat khati hai ka saray mard galat hain to marey bahan sb sa phalay app apnay ghar walay mardo ko ais ma shamal karay Q ka wo bhi marad hain ais tarha agar koye khata hai ka oratay galat hoti hain to oin bhai ka leya araz hai ka wo sb sa phalay apnay ghar ma jo ortay hain oin ko galat kaho Q ka wo bhi orto ma shamal hain..... agar marey bat thek hai to batwo agar galat kaha hai to bhi batwo ?
Posted on: Tue, 02 Jul 2013 17:19:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015