ek Confusion logo ka Hazrat abu hanifa (rh) ne farmaya=> agar - TopicsExpress



          

ek Confusion logo ka Hazrat abu hanifa (rh) ne farmaya=> agar meri koi bhi baat Aap (Sallallaho Alaihi Wasallam) ki baat (Quran & Hadees) se taqraye to us baat ko diwaar pe maaro. Masla:- Hadith=> Hame surah fatiha padne ke baad ameen zoor se bolna chahiye. [Bukhari Sharif] & Hazrat Abu Hanifa (rh) farmate hai ke hame surah fatiha ke baad Ameen Aahista bolna chahiye. Ab aap bataye ham kis baat ko maane ?
Posted on: Fri, 16 Aug 2013 16:12:47 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015