namaskar doston aaj ka din hindustan ke kiye bahut hi - TopicsExpress



          

namaskar doston aaj ka din hindustan ke kiye bahut hi mahatvapurn hai. iski wazah aaj viswakarma diwas hai jo saare yantra tantra ke janm daata hain, aisi hamre desh ke hindu ya muslim dono dharmo ke sawalambion ka manna hai. aaj haamari development ka sabse bara karak viswakarma ji hain ,aisi hamari manyata hai. aaj hamare bharat ke hone wale p m ka bhi janm din hai ,to is baat ko bhi aap log samajh sakte hain,ki ab bharat ka bhi nirman usi tarah se hoga jis tarah se viswakarma ji ne nirman kiya hai.meri subh kamna hai. sabse bari baat ye hai ki hamare desh ko jis sakhs ( swami vivekanand ) ne puri dunia me naam raushan karaya, jinki asmay mrityu ho gayi , unse bada aaj tak divyadarshi nahi hua, unse bada thinker, jinhone zero ( 0 ) ka mahatva pure world ko samjhaya,us mahan sakhsiyat ko SARABI bola hai us saks ne jo roj koi na koi vivadon me ghira rahta hai, kyonki wo padhkar america se aaya hai, jahan sanskar ki sikcha nahi milti hai, sirf logon ka uphash karna sikhaya jaata hai. aur ye dekhiye in besarm congression ko jo abhi tak is pe khamosh baithe hue hai.kyonki inki malkin, pappu aur aaju baaju wale bhi same nature ke hain. namaskar.
Posted on: Tue, 17 Sep 2013 09:22:28 +0000

Trending Topics



"> Bessey D22AL All Purpose 3-Inch Cut Capacity 11-Inch Long Nose

Recently Viewed Topics




© 2015