Dear sisters please answer me… Why do you upload your photos - TopicsExpress



          

Dear sisters please answer me… Why do you upload your photos to face book? Is it to get comments? comments form others as “ wow”, “beautiful”, “you are like an angel”. Ok now tell me what do you get by these comments? Pleasure? Ok how long will that pleasure last for? Maximum for 2, 3 days… or may be at each time you read them. But how much is that pleasure when compared to the pleasure we have been promised in Jannah? Ok now answer me for this… Would you like if your husband/boy admires another girl? Noright? Then why do you give yourself to be admired by someone else’s husband/boy? how unfair!! Won’t the other girls too prefer the same from their husband/boy? AURAT SIRF PARDE ME ACCHI LAGTI HAI ∗ Aurat Aur Parda ….. ∗ Huzoor (Sallallaho Alayhi Wasallam) Farmate Hain : Aye Logo! Apni Aurto Ko Singarwala Libas Pahenkar Gair Mahramo Ke Samne Nikalne Se Mana Karo. - (Ibne Maja) ∗ Huzoor (Sallallaho Alayhi Wasallam) Ne Irshad Farmaya: “Apne Shauhar Ke Siwa Dusro Ke Liye Jinat Ke Sath Daman Ghasite Hue (Itrakar) Chalne Wali Aurat Qayamat Ke Andhero Ki Tarah Hain. Jisme Koi Roshni Na Ho.” -: (Tirmizi Sharif Jild 1,Bab 791, Hadees 1166,Safa 597) ∗ Jo Aurat Gair Mard Par Apni Zinat Zaahir Karne Ke Liye Daman Ghasite Hue Chalegi Qayamat Ke Din Wo Noor Se Mehrum aur Andhere Me Hogi. -: (Tirimizi, Jild: 2, Safa: 1175) Al Quran Aye Imaan Walo Apni Aurto Se Keh Do Ki Apni Nazre Bacha Kar Rahe Aur ApniSaramgaho Ki Hifazat Kare Aur Apne SingaarKo Zaahir Na Kare Siwa Utna Jitna Khula Rehta Hai Aur Dupatte Apne Sin’o Par Dale Rakhe, Aur Apna Singaar Zaahir Na Kare Siwa Apne Soharo Par. -: (Surah Noor : Aayat-31) Al Quran Aye Aurto Apne Gharo Mein Raho Aur Zaman- E-Jahilia t Ki Tarah Apne Aapko Dikhati NaPhiro. Namaz Kayam Karo Aur Zakat Ada Karo. Allah Aur Uske Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Hukmo KiPabandi Karo.” -: (Surah Ahzab : Aayat-33) Al Quran “Aye Nabi (Sallalahu Alaihi Wasallam) Apni Bibiyon Aur Betiyon Aur MusalmanAurton Se Farma Do Ke Apni Chaadaron Ka Ek HissaApne Moun Par Daaley Rakhen” - (Surah-e-Ahzaab :: Ayat#59) And brothers now please answer this.. Would you be pleased if someone else admires your wife/girl? Then how fair is that you admire the wife/girl of someone else? And comment that “you are beautiful” and so on…. Please think a minute!!!!! 1 Parda ZINA Se Bachata He 2 Parda ZILLAT or GUNAAH Se Bachata He 3 Parda Muaashare Ko FASAAD or BIGAAR Se Bachata He 4 Parda SHARAFAT or HAYA Peda Karta He 5 Parda Buri Nazar Se Bachata He Parda parda parda - Aurat parda aur haya - bahut badi cheez hai Allah Hamari Maa Bahano Ke Dil Me Parde Ka Jazba Peda Farmaye aur unki Hifazat farmaye. AAMIN SUMMA AAMIN ADMIN AJAZ SHAIKH
Posted on: Sat, 09 Aug 2014 09:39:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015