Huzur (SAW)ne farmaya jo ye chahey ki uski rozi bad jaye aur uski - TopicsExpress



          

Huzur (SAW)ne farmaya jo ye chahey ki uski rozi bad jaye aur uski umar lambi ho jaye usey chahiye rishtedaro ke saath acha suluq kare Allah jiskey saath khair aur bhalaii karna chahta hai usey beemari ki takleef aur dusri musibaton mein mubtala kar deta hai. Sahih Bukhari Eh hamrey rab humein Duniya mein bhi Bhalaii de aur Aakhirat mein bhi bhalaii de aur humein Dozakh ke azab se bacha Ameen Jab tmahri namaz ke aage se koi guzarna chahe To usse roke Na mane tu phir roke Phir bhi na mane to usse lare woh shaitan hai Bukhari 515 Aye logo! jo imaan laaye ho apne aap ko aur apne ghar walo ko us aag se bachaao jiska indhan (Fuel) insaan aur pattar hai Quran 66.6 Huzur (SAW) Ne Farmaya: “Qayamat ke din logo me subse zyada mere khareeb wo hoga jo subse zyada mujhpar durood bheje ga.” {Tirmizi} Jab tum me se koi shaks Janaza dekhe aur us k sath na ja sake to us waqt tak khada rahe jab tak wo age na nikal jaye. {Muslim} Huzur (SAW)ne girgit ko maarney ka hukm diya tha aur kaha tha ki isney Ibrahim Alaihi salam ki aag par phoonka tha. Sahih Bukhari Huzur (SAW)farmaya Apne bacho ko Namaz ka hukm do jab wo 7 baras ke ho jaye aur jab 10 baras ka ho jaye to Namaz na padhne par unko maro Beshak fuzol kharchi karne wala shaitan k bhaai hai aur shaitan apne RAB ka bada na-shukra hai (Quran.Surah.Isra.Ayat.27) Huzur (SAW) ne farmaya ne farmaya Bukhar jahannam ki bhaap ki wajah se hota hai isliye iski garmee ko pani se thanda karo. Sahih Bukhari Huzur (SAW) ne farmaya jab tum mein se koi shaksh masjid mein dakhil ho to baithney se pahley Do Rakaat namaz parh le Sahih Bukhari Dunia ka har insaan jb paida hota hai wo muslim bankar paida hota hai, Sahih muslim Huzur (saw) ne farmaya ki agar kisi ko kasam khani ho to Allah ki hi kasam khaye warna khamosh rahey. Sahih Bukhari Aur humne insaan ko apne Maa Baapke saath BHalai karne ka Hukum diyaaa Quran Surah Al-Ahqaf Ayat no 15 Q. Islami Calendar ka Aakhri Mahina kaunsa hai ? A. Zul HijjahQ. Wo kaun se Nabi hai Jinke Waalid aur bete dono nabi the? A. Yusuf (AS) Nabi(SAW) ne farMaya: Jo shakhs GHAIRULLAH (Allah ke alawa)ke liye Jaanwar Zibaah kare, “us par ALLAH KI LAANAT hai”. > MusliM 5240. Huzur (SAW)ne Farmaya Agar mard apne gharwalon par sawaab ki niyyat se kharch kare,to ye kharch karna uske haq mein sadqa hoga. Bukhari Q. Quran ka sabse Chota surah kaunsa hai? A Sural Al Kauthar.Q Kaunse farishte humare ache aur bure Aamal likhte hai ? A Kiraman Katibin Barish girte waqt ki dua: “ALLAHUMMA SAYYIBAN NAAFI’A”Ay Allah! Ise fayde wali barish bana de. (Sahih Bukhari) NABI Sallalahu Alaihi Wasalam Ne Frmaya: Kisi Ki Yahan Dakhil Hone Ki 3 Baar Ijazat Lo, Agar Ijazat Mile To Jao Varna Wapas Ho Jao. {MUSLIM Q. Quran ka sabse bada surah kaunsa hai? A Sural Baqrah.Q.Huzur (SAW) ke Dada ka naam kya tha? A. Abdul Mutaaleeb Q. Wo kaunsa darwaza hai jisme se dirf rozedar daakhil honge?A. Ar Raiyaan jannat woh darwaza hai jaha se sirf rozedaar dakhil honge Guurrur aur Ghamand Musalmaano me nahi hona chaiyeWarna Sajde to Iblees ke humse se zada the, fir bhi wo mardud Nikla, Huzur ke baad logon mein sabse behtar Abu Bakr Radi Allahu Anhu hain aur uney baad Umar Radi Allahu Anhu hain Sunan Ibn Majah
Posted on: Mon, 16 Sep 2013 09:21:03 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015