Ku6 log kahte hain....... tum badal gae ho........ ma kahti hain - TopicsExpress



          

Ku6 log kahte hain....... tum badal gae ho........ ma kahti hain mera munna kaha hain..... papa kahte hain mera manikant kaha..... ram jaise bhai kahte laxman kaha hain.... bharat satghuran kahta mera bhai kaha hain.... fool jaisi masoom bahan kahti mera bhaiya kha hain.... khud ko khud ke andar dundta hu to pata chalt hain main Nishabd main ji raha hu... Khamosh hokar chup chap sun raha hu..... ku6 kahakar jhuti asha kiya dilaooo......... ku6 log kahte tere jagah hota to.......... Karor pati hota......... Magar kise batooo.... paise ki daur main sachchi muhabbt nahi hota...... Bhul gaya auro ka dard bate bate ... khud ko dard jalat raha.... apno se bichar kar paisa kamta raha.........jhuti asha main jikar...... khud ko nishabd hokar tokhar khata raha........ daulat ka nash na tha na rahega.......... Mehnat ka asha hain or rahega.............
Posted on: Tue, 28 Jan 2014 05:47:09 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015