Lagu ini indra tujukan kepada isteri saya,lynn mak buyongku kerana - TopicsExpress



          

Lagu ini indra tujukan kepada isteri saya,lynn mak buyongku kerana bersabar nanggung anak 9 bulan menahan kesakitan dlm keperitan.hehehe yok nyanyi sama2. Standby satu secangkir kopi dan hayati.. --FEMALE-- (Khushiyaan aur gham sehti hai It bears happiness and sadness Phir bhi yeh chup rehti hai Still, it remains silent Ab tak kisi ne na jaana No one has yet learned Zindagi kya kehti hai) - 2 What life is saying Apni kabhi to kabhi ajnabi Sometimes like your own, sometimes like a stranger Aansu kabhi to kabhi hai hasi Sometimes like tears, sometimes like laughter Dariya kabhi to kabhi tishnagi lagti hai yeh to Sometimes like a river, sometimes like thirst is how it seems Khushiyaan aur gham sehti hai It bears happiness and sadness Phir bhi yeh chup rehti hai Still, it remains silent Ab tak kisi ne na jaana No one has yet learned Zindagi kya kehti hai What life is saying Khaamoshiyon ki dheemi sada hai It is the soft sound of silence Yeh zindagi to rab ki dua hai This life is Gods blessing Chhooke kisi ne usko dekha kabhi na No one has touched and seen it Ehsaas ki hai khushboo, maheki hawa hai It is the fragrance of experience, it is a scented wind --MALE-- Khushiyaan aur gham sehti hai It bears happiness and sadness Phir bhi yeh chup rehti hai Still, it remains silent Ab tak kisi ne na jaana No one has yet learned Zindagi kya kehti hai What life is saying --FEMALE-- Aa ha aa aa aa, mm hm mm mm mm --MALE-- Mann se kaho tum, mann ki suno tum Speak with your heart, listen to your heart Mann meet koi mann ka chuno tum Choose a soulmate from the heart Kuch bhi kahegi duniya, duniya ki chhodo The world may say anything, let go of the worlds thought Palkon mein sajke jhilmil sapne buno tum Adorning them on your eyelashes, foster sparkling dreams --FEMALE-- Khushiyaan aur gham sehti hai It bears happiness and sadness Phir bhi yeh chup rehti hai Still, it remains silent Ab tak kisi ne na jaana No one has yet learned Zindagi kya kehti hai What life is saying --MALE-- Apni kabhi to kabhi ajnabi Sometimes like your own, sometimes like a stranger --FEMALE-- Aansu kabhi to kabhi hai hasi Sometimes like tears, sometimes like laughter --MALE-- Dariya kabhi to kabhi tishnagi Sometimes like a river, sometimes like thirst --FEMALE-- Lagti hai yeh to Is how it seems --MALE-- Khushiyaan aur gham sehti hai It bears happiness and sadness --FEMALE-- (Khushiyaan aur gham sehti hai) It bears happiness and sadness --MALE-- Phir bhi yeh chup rehti hai Still, it remains silent --FEMALE-- (Phir bhi yeh chup rehti hai) Still, it remains silent --MALE-- Ab tak kisi ne na jaana No one has yet learned --FEMALE-- (Ab tak kisi ne na jaana) No one has yet learned --MALE-- Zindagi kya What life --FEMALE-- Zindagi kya kehti hai What life is saying
Posted on: Sat, 16 Aug 2014 03:21:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics



1.

© 2015