Muammar Qaddafi - The Lone Ranger of Muslim World in 21st Century - TopicsExpress



          

Muammar Qaddafi - The Lone Ranger of Muslim World in 21st Century !!! 1951 - Libya was the poorest country in the world 2011 - Libya was the highest standard of living in Africa - yes better than South Africa. Us ney kasam khayi thi kay main jab tak saray Libyans ko ghar na de du, main apnay parents ko sarkari ghar nahi dunga, Uskay Walid inteqal kar gaye, lekin aaj 2011 tak 90% Libyan ko ghar Qaddafi ne bana ker diye !! yes 5 Million homes. 1951 - Literacy rate was 20% 2011 - Literacy rate was 83% (Graduate Level) and FREE Interest free loans all around Libya and to all Muslim Nations. Helped Pakistan in developing Nuclear Capability. $50,000 wazifa to newly weds to start their life in Harmony and Peace. Free Health Facilities from OPD to Neurological Surgeries. The first car a Libyan buy - Qaddafi Govt used to contribute 50%. Free Electricity to all Libya. Kissan ko free Zameen, Machinery, Seeds, Fertilisers and a Farm House. Sab se bari or important baat ye hai kay !! aisa leader jo bina security kay apnay darulkhilafa main khul ker ghoomta tha !! He had that public support !! kay wo awaam jootay nahi maraingay !! Marhoom Qaddafi ko Allah SHAHADAT ka rutba atta farmaye. Ameen !! Qaddafi Musalmano kay liye or khaas tor per Libyans kay liye Naimat tha jis ko hum musalmaano ne khud khoya !! Or phir Allah Subhan o Taala farmatay hain kay tum apnay Rab ki kon kon si naimaton ko Thukrao gey (Soora Rahman - Al-Quran)
Posted on: Thu, 15 May 2014 00:05:58 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015