Muskan ke erade aasuo main dhal gaye, aaye bahar ban ke fiza ban - TopicsExpress



          

Muskan ke erade aasuo main dhal gaye, aaye bahar ban ke fiza ban ke dhal gaye, saare jaha ko roshan kar saktain jis sama se, jhulsa diya gulsan ko aur khud bhi jal gaye, hakiquat na jan gaye gum aur khusi ko hum, thi ful gale lagaye kato main chal gaye, dube kabhi yaado main khoye kabhi khayalo main, do kaloo main aaj ki barbat pak gaye, najare toh tiki hue thi chad par aur sitaro par, khud apne hi nigaho ki jamii par fisal gaye, dur dur khoja karti thi jinhe nigahe afsos mere paas se nikal gaye, malum ye na chal saka kab mout aa gayi , u hole hole se barso nikal gaye, kismat ko dos de ya guflat ko apni yaroo, hum aaye bahar ban ke fiza ban ke dhal gaye........
Posted on: Sat, 28 Sep 2013 23:18:42 +0000

Trending Topics



tice on

Recently Viewed Topics




© 2015