Vinay Pandey Allahabad > UPTET & Appointment as Primary Teachers - TopicsExpress



          

Vinay Pandey Allahabad > UPTET & Appointment as Primary Teachers >>>>>>>>>>>>>>> >>>>>PRIME POST OF UPTET APPOINTMENT>>>> >>> (DUBATE ACD KO GADHO KI FAUJ KA SAHARA..AAKHIR KYA KARE ACD BECHARA) MERE TET SUPPORTER SATHIYO.. 1) hamare tet morcha ke athak prayas ke karan acd yug ka hamesha hamesha ke liye dubne ja raha hai par avi v ek kahawat hai (marta kya na karta) usi tarah acdian jab hamesha ke liye khatam hone ja rahe hai to thoda hath pair mar rahe hai par ab unka bachna muskil hi nahi namumkin hai..ku6 gadho ki fauj acdian ko lutne ka plane bnaye hai jabki wo gadhe khud to law jante nahi aur inka wakil sirf paise bnane ke liye unhe tarah tarah se bargla raha hoga ,inke wakil ko sayad pta na hoga gadho ka sath dene wale ko kya kaha jata hai.. 2) dosto court niyam aur process ke tahat chalti hai na ki acdian ke man ke mutabik. Jab acd ko judge sahab ne khud 3rd party bnane se mana kar diya aur kaha mukadame ke last stage par is tarah party nai bna ja sakta aur unhone sirf bolne ka mauka diya wo v 5 min bad acdian ke wakil ko rok diya,aakhir dosto bina d.b me party bne koi kya s.c ja sakta hai ,ha s.c ja to sakta hai par waha pahli hi tarikh me inki slp kharij kar degi suprime court. 3) ku6 chaplus type ke paper jo v likh rahe hai us par dhyan na de kyuki chaplus paper ke chaplus reporter kya koi law expert hai ye gadhankdhari yani gov. Ki chaplusi me hamare khilaf ku6 v likhe par hame fark nahi padta ..kyuki hame apne desh ki nyay palika par bharosha hai,.mai fir danke ki chot par kahta hu ki acd aur government koi v s.c jaye uski har tay hai..aur agar jis din ye agar jeet ke dikha de usi din mai vyaktigat rup se ye desh hamesha hamesha ke liye chhod duga,aise desh me mai bilkul nahi rah paunga jaha par manmani ho par mujhe h.c aur s.c par bharosha hai,.kyuki loktantra me koi manmani kar hi nai sakta.. 4) acdian gadho ka tark ye hai ki suprime court me ham single bench ka order ke base par apeal karege jo ki kapil ne dala tha ki sabhi b.s.a ne alag alag dist se form kyu na nikala to wo writ kapil ne with draw kyu ki? Dusari bat single bench ke bad d.b gye bgair ratnesh pal jaise tetian v gye par waha pahli hi date par unko slp withdraw karna pda.kyuki judge sahab ne kaha ap d.b hokar aao ,ham single bench ke bad agar aaj sune to aage v ye parampara ban jayegi..har koi single bench se s.c aa jayega..2sari bat ye ki koi v writ tabi kar sakta hai jab uske adhikar ka hanan ho kapil ne jo writ dali thi usme b.s.a ka adhikar hanan huwa tha na ki kapil ka..kapil ka writ durbhavna se prerit tha isliye us par jurmana v ho sakta tha . 5) dosto acdian gadhe ke paise ku6 gadhe lutkar bewkuf bnayege..mai acdian ke sath puri sahanubhuti rakhta hu agar ye gov. Par dabav bnate to ham tetian v inka sath dete. Aur is chunavi sal me dono add ki bharti (72825+72825) karwane par gov. Ko badhy kar dete . Par ye gadho ko bat samjh me kaha aayegi..ham fir ek bar ye pure dawe ke sath kahte hai acdian ab ku6 v nahi kar payege wo suprime court me apeal kar to sakte hai aur unki slp process me aane me 1 se 2 mah tak ka samay lag sakta hai kyuki s.c me kam se kam 1 mah me slp no. Milta hai uske pahle kafi proces hoti hai..wo jab tak slp process me slp layege tb tak bharti purn ho jayegi. Aur agar process me aayi bhi to pahli date me hi kharij ho jayegi kyuki acd d.b me pax hi nahi..agar wo ise janhit yachika kahkar sunwai ko kahege to v suprime court ke 5 judge ki larger bench ke order ke anusar koi v service matter ko janhit yachika nahi mana ja sakta..ab acdian ko agar lutna ho to lute..ham to inko hakikat ka aaina law ke sath dikhate rahege na ki acd grup ke kutarko ki tarj par..acdian ka future khatm..agar unhe ku6 karna ho to gov. Par dabav bnaye sayad dono add kar de..loha garam hai hathoda marna hai kyuki chunavi sal me sb ku6 karegi sarkar..acd bhai hathoda nai marege to mrege aur ku6 nai .thanx
Posted on: Sun, 01 Dec 2013 10:09:06 +0000

Trending Topics



"sttext" style="margin-left:0px; min-height:30px;"> Ofentse Nato heading to Indian Super League? Reports in South

Recently Viewed Topics




© 2015