The following lines to the poet who write this stanza... sami - TopicsExpress



          

The following lines to the poet who write this stanza... sami khan.. it is better to write some lines in praise to Allah, Allah grant us every thing nice,, we cant imagine that a poor beggr has billion or Rupees wealth if calculate his body only,, eyes, heart, brain, blood, liver, intestine, kahtey hain, ek shaks peshab na aney ki takleef se hospital ja kar sharrek hova, hospital mein ilaj ke baad us shaks ko hopital ka bill diya gaya, voh admi bill dek kar roney laga,, hospital walon ne poocha ke rotey kyon hon, kya bill ziyada hai, ham kuch kam kar deyngey,, us ne kaha main bill ke liyee nahi ro raha hon, mujhey aaj ehsas hova ke haq tala swt ne mujh per kitna karm farmaya , zindagi bhar peshab kya, likin koi bill nahi, ek bar peshab karney ka itna bada bill.. sirf ek peshab nahi, kitni Allah ki nemateyn hain, isy liye malike e haqeeqy ne kaha, ke , fabiyay ala e rabikuma tukaziban,, aye insan toh hamary kin kin nematon ko jhotlaoogye,,, Apke sher mein Allah se shikayath voh bhi jhooti shikayath nazar aty hai,, maf ki jiyee,, zindagy ko jeena seekho,, usey khobsorty se dekho, ghariby mein bhi achy lagey gy, usey bad nazry se dekho, soney ke takht per bhi bekar lageygy,,, aye Allah hameyn shukr guzar bandey bana, amin s amin, dawat e islam sami khan..
Posted on: Tue, 21 Oct 2014 04:13:36 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015