Us ne jab jab bhi mujhe dil se pukara Mohsin Main ne tab tab ye - TopicsExpress



          

Us ne jab jab bhi mujhe dil se pukara Mohsin Main ne tab tab ye bataya ke tumhara Mohsin Log sadiyon ki khataon pe bhi khush baste hain Hum ko lamhon ki wafaon ne ujara Mohsin Jab aa gaya ho ye yaqin ab woh nahi aaye ga Gham aur anso ne dia sahara Mohsin Woh tha jab pas to jeney ko bhi dil karta tha Ab to pal bhar bhi nahi hota guzara Mohsin Us ko pana to muqadar ki lakeron mein nahi Us ka khona bhi karien kesey gavara Mohsin..
Posted on: Wed, 16 Oct 2013 10:07:06 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015