jharkhand me janjatiya aur kshetriya arya bhasao ( khortha, - TopicsExpress



          

jharkhand me janjatiya aur kshetriya arya bhasao ( khortha, kurmali , nagpuri,panchpargania are indo- europian aryan languages of jharkhand) ke vikash ke liye sarkar ko kya karna chahiye? sabse pahle sarkar 30000 govt. urdu medium school koband kare aur us school building ko santhali khurukh medium school me badal de isse school building ka kharcha bach jayega aur govt. aided ya sarkari sahayata prapt madarsa ko band kare isse bhi kharcha bachega. madarsa council board ko bhang kare aur uska jharkhand academic council me vilay kar de use bhi sarkar ka karodo rupeye bachega is tarah sarkar karib 500 crore rupaye ki bachat hogi aur sarkar us dhan ka proyog tribal language ke vikhash me kare. 1. har tribal language ke liye alag alag sahityik akadami banaye jaise santhali bhasqa academi. 2. text book preparation- sathali khurukh ho bhashi me text book teyar karne ke liye technical expert commite gathit kare. 3. language data base tyare kare sabhi tribal language ka computer data base hona chahiye 4. har bhasa ke liye script ka developement kare. 5. language laboratory- bhasa aur liguistic expert ki team bana kar har language ke liye teachnical aur scientific words teyar kare bina technical words ke koi bhasa vikash nahi kar sakti. 6. santhali , khurukh ho mundari ko sambhidhan ki 8th anusuchi me dalne ke liye rajnetik dabab banaye. jai jharkand
Posted on: Tue, 27 Jan 2015 07:44:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015