C.A Karne ke advantages and disadvantages Advantages: Lots of - TopicsExpress



          

C.A Karne ke advantages and disadvantages Advantages: Lots of money,lots of respect,huge knowledge,plenty of contacts,high standard,lots of skills. Disadvantages: ITNE SARE DISADVANTAGES KO FACE KARNE K BAAD JO EXAM CLEAR KARTA H WO HOTA H C.A...... 1. Coaching ke liye apni family se dur rehna padta h.So many students are living in delhi which are from different places. 2. Dosto ke sath enjoy nahi kar sakte,coz pura din office mein nikalta h and subah aur sham coaching mai nikal jati h. 3. We cant celebrate festivels wid enjoyment. bcos march mein holi and may mein exams. October ke last mein diwali n november ke beginning mein exam. 4. Shadi ka invitation h nd jane ka bhi man h par nai ja sakte qki exam paas aa rhe h,time waste hoga, subah jaldi uthke coaching jana h toh jaldi sona h. 5. Kisi ki kam mai help nai kar sakte - sorry yaar busy hu sir ne kaam diya h. sorry yar coaching mein hu. sorry yaar padh raha hu. sorry sorry aur bahut saari sorry... 6. Dusre log saturday sunday party karte h, weekend mein ghumne jate h and hum weekend pe extra. classes attend karte h. waaaah 7. Morning ki coaching hoti h, mummy subah humse bhi jaldi uthke khana banati h, taaki hum bahar ka na khaye . 8. Before exams out of 24 hours - 7hrs in office,7hrs in coaching(subah sham),1 hr in train or on road,2 hrs khana pina 7hrs sleep only. no self study time. 9. Near exams out of 24 hrs - 6 hrs sleeping n remaining time study study study. 10. No Social life, No Love,No Enjoyment,no no no. BUT JISME H 10 KA DUM WO H HUM,MEANS C.A STUDENTS. Courtesy : BeTa kauN se coLLegE sE CA kaR rahE ho?
Posted on: Sun, 28 Jul 2013 08:32:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015