Shan e rasool aur sahabi e rasool ka huzoor ki madad k lie bargah - TopicsExpress



          

Shan e rasool aur sahabi e rasool ka huzoor ki madad k lie bargah e risaalat me hazir hona aur huzoor ka,madad faana...Ek Sahabi Hazrat Habibullah Bin Fadiq (RADI ALLAHU ANHU) Kahin Ja Rahe The Ki Unka Paaw Ittefaaq Se Ek Zehrile Saanp Ke Ande Per Pad Gaya! Uske Zeher Ke Asar Se Hazrat Habibullah Bin Fadiq (RADI ALLAHU ANHU) Ki Aankhen Bilkul Safed Ho gayi! Nazar Jaati Rahi! Ye Haal Dekh ker Unke Waalid Bahut Pareshan Huwe Aur Unhen Le ker Huzoor Sarwar-A-Aalam (SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM) Ki Khidmat Me Pahuche! Huzoor Rahmat-e-Kaenaat (SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM) Ne Saara Qissa Sun ker Apna Thook Mubarak Unki Aankhon Me Daala To Hazrat Habibullah Bin Fadiq Ki Andhi Aankhen Fauran Roshan Ho gayi Aur Unhen Nazar Aane Laga! Raawi Ka Bayaan Hai K Maine Khud Hazrat Fadiq Ko Dekha! Us Waqt Unki Umar 80 Saal Ki Thi Aur Aankhen To Unki Bilkul Safed Thi Magar Huzoor Ke Thook Mubarak Ke Barkat Se Nazar Itni Tez Thi K Sui Me Dhaga Daal Lete The!(Dalayilul Nubuwa Pg-167)In wahabiyo se poocho k sahabi e rasool ne direct khuda se dua q nhi ki woh huzoor k pas q gaye kya wahabiyo k nazdeek sahabi e rasool mushrik ho gaye maazALLAH
Posted on: Thu, 06 Mar 2014 09:15:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015